Posts

Showing posts with the label Internet Knowledge

Aadhaar Enrollment Center Search Kaise Kare

Image
Aap or ham sabhi ke liye aaj ke time me aadhar card id proof ke liye ek jruri document ban gya hai har jagah har govt office me aadhar card ek anivary document ban gya hai aap jab apna new aadhar card bnana chahte hai to aapko apne area me aadhar center ka pta hona chahiye me aapko es post me  aadhar enrolment center search karne ke bare me jankari dene ja rha hu aadhar se ralated koi bhi jankari pta karni ho to hme eski officail website par jana hoga vha aapko aadhar ke bare me puri jankari milegi Aadhar Center Search Kaise Kare Puri Jankari ab me aapko aadhar enrollment centre search kaise kare uske bare me step wise jankari dene ja rha hu sabse pahle aap aadhar ki website open kare jiska link me yha de rha hu -                                                                https://uidai.gov.in aadhar ki website open karne ke bad niche scroll down kare usme aapko Get aadhar vale section me locate an enrolment center ka option milega usko click karke open kare

UMANG App Kya Hai Janiye Eski Service Ke Bare Me

Image
Abhi hal hi me government  ne Umang app lunch kiya jiski help se aap bahut sari free service ka laabh le sakte hai . Yah app Ministry of Electronics and Information Technology (MeitY) or National e-Governance Division (NeGD) dono ne milkar start kiya hai . Es app me aap free me aadhar ya mobile number dalkar free sing up kar sakte hai UMANG App Ki Service Ke Bare Me Jankari Umang app ko launch karte hi government ne bahut sari service esme already de di hai or bad me bhi bahut si new service add karne vali hai me aapko eski service ke bare me btata hu CBSE : Agar aap cbse student hai to aap apna exam center details or results es app ki help se dekh sakte hai  NCERT :  student ke liye yah service bahut hi khas hai ncert ki books aapko umang me subject wise padne ko mil jayegi vo bhi bahut aasani se AICTE:  aap AICTE approved institutes or courses ke bare me search  kar sakte hai Soil Health Card: aap apni khet ki soil ki health report check kar sakte hai PMK

Internet Speed Kaise Check Kare

Image
Aapke mobile ya laptop ke internet speed kitni hai kaise pata kare es post me aapko apne internet connection ki speed check karne ke bare me bata raha hu Aap alag alag operator ki sim use karte hai kisi sim jyada speed se Internet chalta hai to kisi mai kam to ese mai aap kai baar sochte hai ki apne area me konsa operator kitni speed deta hai to aayiye sikhte hai internet speed check karna..Speed test karne ki bahut sari website hai jinke madhyam se hum speed test kar sakte hai jinme se yha ham ek website se speed test karke dekhte hai. Internet Speed Test Karne Ka Tarika Step: 1 Internet speed check karne ke liye sabse pahle Google search me " check my Internet speed  " type kare. Step: 2 Ab next step me aapko speedtest. Net wali site ko open karna hai. Yah website the global broadband speed test by Ookla ki website hai jis par shi speed batayi jati hai. Step: 3  Speed test ki website open hone ke baad ab aapko " Go " button par click

Paytm Wallet Ka Paisa Bank Khate Me Kaise Bheje

Image
Aaj aapko es post me Paytm wallet Ka paisa free me yani Bina koi extra charge diye bank me bhejne Ka tarika btane ja rha hu. Abhi aap jab Apne paytm se paisa bank account me bhejne ke liye wallet me jakar money transfer option se paisa bhejne ki kosis karte ho to wha Aapka 5% extra charge Lagta hai Jo sabhi Paytm account valo ke liye lagu hota hai Paytm me abhi aisa koi tarika nhi hai hai jisse aap free me Bina Kisi Charge Ke paisa bhej sake apne bank account me lekin me aapko ek new tarika btaunga jiske aap ye kar sakte ho eske liye aapko google play store se Paytm business app install karna hai or uspe apne dusre number se account bnana hai me aapko process batane ja rha Hu step wise.. Sabse pahle play store se Paytm business naam se search karke app download kare. Ab aap es app ko open kare or esme sing up kare yah dyan rakhe aap abhi jis mobile number pe Paytm account bna rakha hai uske alawa Kisi dusre number se sign up kare jisse aap apne pahle wale Paytm number se p

Mobile Internet Speed Kaise Pta Lagaye

Image
Aapne kabhi apne mobile ki internet speed ke bare me pta lgaya hai kya agar nhi lgaya to aaj me aapko Mobile internet speed test karne ke bare me jankari dene ja rha hu Jo app me aapko batane ja rha hu enki madad se aap bahut hi aasani se apne internet ki speed pta kar sakenge vaise aapko android mobile ke liye play store par bahut sare app mil jayenge lekin me aapko do best app ke bare me bta rha hu jinko jyada logo ne download kiya hai Internet Speed Test Karne ki Best App MySpeed (TRAI) First app jiske bare me batane ja rha hu uska naam hai MySpeed (TRAI) . Eski help se aap apne network ki speed test kar sakte hai or sath me aap eski report trai ko bhi bhej sakte hai mene yha es app ka screenshot diya hai aap es app ko play store se download karke bahut hi aasani se use kar sakte hai aap esme speed test karne ke liye apne smartphone ka gps aapko on karna jisse yah app aapke location ki shi jankari lekar internet speed ki jankari dega  Net Speed Check Karne Ke Liye